2020-21 mein toh COVID tha, tab kyonsa New train introduced hua tha?
Yeh Special trains ko bhi add kar diya lagta hai.
ER mein 2021-22 mein sayad 12-13 New trains Introduce hue the jyadatar toh MEMU/DEMU trains the. New MEMU/DEMU trains nehin hai kya list mein?
SER mein 2021-22 mein kyonsa 2 trains introduced hue the? Ek toh Bhubaneswar MEMU ko Balasore...
more... a tak extension hua tha aur dusra kyonsa hai?
WR mein 12 new trains kyonsa hua hai?
CR mein ek toh Pune se new train mila tha dusra kyonsa hai?