MFP CDO me train hi kitna bacha hai jo space issue hoga, sara to extend kar diya🤣. Bas 3 train ka PM hota hai. 2 new platform ban gaya hai to ab train originate karne ke liye space available hai.
Danapur Secunderabad waise bhi Southern Railways ka train hai to final decision uska hoga extend karne ka