Bina mein MEMU shed banana toh paiso ki barbaadi hi hai, aane wale 20 saal mein bhi shayad bina ka development naa ho, jitna 70 sal pehle tha aaj bhi utna hi hai. passengers bina mein hote nahi toh local ka bhi kya matlab hai better to make MEMU shed at Bhopal only taaki Itarsi, Jabalpur, Sagar Guna ke liye MEMU chal sake