Abhi bhi mahamana me koi ticket nhi leta aur koi check krne wala bhi nhi h. TTE bhi chart k according attendance lga leta h aur jo WT h unse koi kuch puchhta bhi nhi h. Aur mahamana ki seats itni uncomfortable h ki jinki majburi na ho wo to mahamana prefer hi nhi krte specially Lalitpur to bhopal.