Itne dino ke baad ko hame ek Duronto mili but logo ne to chalne se pahle hi nazar lagana shuru kar diya... Kitne bade bade gyani log h..kiski mane kiski na mane... Kuch achha hone wala bhi hoga na to logo ki badduaao se ni hoga aisa lagta hai...
Thanks to ER.. Kisi ki ek nahi chali ER ke samne...