WR/NWR me jab train ek baar start hoti ho to uske 8-10 saal tak koi or halt add nhi hota uske TT me , so TT maintain rahta h ..
up-bihar me trains ke halts ki aishe demand hoti h jaise free me ek baar kahne per sab kuch milta ho ...
abhi aajkal hi ek station trend me h jaha sayad durgania ka halt diya h , wha rajdhani tak ke halt ki demand kar rhe h ...
aishe...
more... me itne sare jyada halts add ho jaye to train ka TT kaise bhi maintain nhi ho payega