Vastu shastra sahi karana hogaЁЯе║
Hwh csmt line pe 3-4 ka serious block lagana pura pattri ka alignment badal dena chahiye.
Sare trains ko do teen din ke liye via bankura adra purulia chakradharpur chalana chahiye abhi kuch din ke liye.
Yeh accidents bar bar ho rahe hain, kuch toh gadbad hai