par wahi hai ! weekly train......kab aaya kab gaya pata nahi chalega! CoochBehar s Kaziranga ghumne jana ho to direct ja saktey hai par Jakhalabanda s acha connection nahi hai ! Wahi Nagaon utarna hta hai ! Nai to aage. Guwahati s Bus/ CAB wagera hi log prefer kartey hai