Koi chance nahi hai....kyoki ECR n NR ka border hai n bade stations hai...
Is wajah se kashi aur vyasnagar me trains ko crawl ya halt he kra diya jaata hai....
MGS jaane wali trains ko jyada roka jaata hai qki Pf kam h MGS me n BSB k liye jo train nikalti hai wo jyada time nahi leti...